SONG: Aisi Shaam Kabhi Na Aayi Hai - ऐसी शाम कभी ना आई है

Aisi Shaam Kabhi Na Aayi Hai - ऐसी शाम कभी ना आई है

LYRICS:
aisi shaam na kabhi aayi hai aisi shaam na kabhi aayegi aisi shaam na kabhi aayi hai aisi shaam na kabhi aayegi aankho se aankhe mila lo jani tum aisi shaam na kabhi aayi hai aisi shaam na kabhi aayegi aisi shaam na kabhi aayi hai rato ko ujala kare chandi sa badan dekho mera rato ko ujala kare chandi sa badan dekho mera jaha jaha jaungi main waha kaise rukega andhera tere dil ko karar dungi gori baaho ka haar dungi zulfo ki khusbu me jhumo jani tum aisi shaam na kabhi aayi hai aisi shaam na kabhi aayegi aisi shaam na kabhi aayi hai gale me jo haar dale unki mehak hai suhani gale me jo haar dale unki mehak hai suhani mere tere pyar ki to inme chhupi hai kahani mera dil hai gulam tera mere hotho me hai naam tera palko me apni chhupa lo jani tum aisi shaam na kabhi aayi hai aisi shaam na kabhi aayegi aisi shaam na kabhi aayi hai aisi shaam na kabhi aayegi aankho se aankhe mila lo jani tum aisi shaam na kabhi aayi hai aisi shaam na kabhi aayegi aisi shaam na kabhi aayi hai