SONG: Aisi Hai Duniya Humne Na Jana - ऐसी हैं दुनिया हमने ना जाना

Aisi Hai Duniya Humne Na Jana - ऐसी हैं दुनिया हमने ना जाना

LYRICS:
aisi hai duniya, hamne na jaana aisi hai duniya, hamne na jaana apana begana, dushman jamana aisi hai duniya, hamne na jaana laaye likha ke dil ka jalana laaye likha ke dil ka jalana hamko mana hain hansna hansaana hamko mana hain hansna hansaana aisi hai duniya, hamne na jaana rone ki ab to takat nahi hain rone ki ab to takat nahi hain hansne ki ham me himmat nahi hain hansne ki hamme himmat nahi hain kismat ne sikha unko rulana apana begana, dushman jamana aisi hai duniya, hamne na jaana