SONG: Aise To Na Dekho, Ke Bahak Jaaen Kahin Ham - ऐसे तो ना देखो के बहक जाये कहीं हम

Aise To Na Dekho, Ke Bahak Jaaen Kahin Ham - ऐसे तो ना देखो के बहक जाये कहीं हम

LYRICS:
aise to na dekho ke bahak jaye kahi hum aakhir ko ik insa hai farishta to nahi hum haaye aise na kaho baat ke mar jaye yahi hum aakhir ko ik insa hai farishta to nahi hum angdaai si leti hai jo khushboo bhari zulfe khushboo bhari zulfe girti hai tere surkh labo par teri zulfe labo par teri zulfe zulfe na teri chum le zulfe na teri chum le ae mahjabi hum aakhir ko ik insa hai farishta to nahi hum sun sun ke teri baat nasha chhaane laga hai nasha chhaane laga hai khud apne pe bhi pyar sa kuchh aane laga hai aane laga hai rakhna hai kahi paanv to rakhna hai kahi paanv to rakhte hai kahi hum aakhir ko ik insa hai farishta to nahi hum bheega sa jo hai naaz ye halka sa pasina ye halka sa pasina haaye ye naachti aankho ke bhavar dil ka safina dil ka safina socha hai ke ab dub ke socha hai ke ab dub ke reh jaye yahi hum aakhir ko ik insa hai farishta to nahi hum haaye aise na kaho baat ke mar jaye yahi hum aakhir ko ik insa hai farishta to nahi hum