SONG: Aise To Hume Dekha Na Karo - ऐसे तो हमें देखा ना करो

Aise To Hume Dekha Na Karo - ऐसे तो हमें देखा ना करो

LYRICS:
o o o aha ha h h aha ha la la la la la aise to hame dekha na karo ki jaa hi nikal jaaye ui allah kya roke ise ki ye dil hi to hain jab chahe fisal jaaye vallah aise to hame dekha na karo ki jaa hi nikal jaaye ui allah kya roke ise ki ye dil hi to hain jab chahe fisal jaaye vallah aise to hame dekha na karo jara ye to kaho phulo ne rangat hain kaha se paayi jara ye to kaho phulo ne rangat hain kaha se paayi kahte hain gaal gulabi laali hain yahi se aayi yu na chhedo kahi dil na fisal jaaye ui allah o suhan allah aise to hame dekha na karo ki jaa hi nikal jaaye ui allah kya roke ise ki ye dil hi to hain jab chahe fisal jaaye vallah aise to hame dekha na karo ham teri tamanna karke duniya ko bhula baithe ham teri tamanna karke duniya ko bhula baithe ham bhi dil me ulfat ki ik shama jala baithe hain dekho kio parvana na jal jaaye vallah ui allah aise to hame dekha na karo ki jaa hi nikal jaaye ui allah kya roke ise ki ye dil hi to hain jab chahe fisal jaaye vallah aise to hame dekha na karo sine me uthi hain lahre, jaise mauje tufani sine me uthi hain lahre, jaise mauje tufani naa jaaen kaha le jaaye ab hamko ye bahta pani chalte chalte kahi sham na dhal jaaye ui allah o suhaan allah aise to hame dekha na karo ki jaa hi nikal jaaye ui allah kya roke ise ki ye dil hi to hain jab chahe fisal jaaye vallah aise to hame dekha na karo o ho o o o o o aha ha ha aa aa aa aha ha ha aa aa aa aha ha ha aa aa aa