SONG: Aise Mauke Bhi Kahi Roz Mila Karte Hai - ऐसे मौके भी कही कही रोज़ मिला करते है

Aise Mauke Bhi Kahi Roz Mila Karte Hai - ऐसे मौके भी कही कही रोज़ मिला करते है

LYRICS:
aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai muskurati hui kaliyo ki ada kahti hai muskurati hui kaliyo ki ada kahti hai mauj me jhoom ke ha mauj hewa karti hai mauj me jhoom ke mauj me jhoom ke mauj hewa karti hai mast isaaro se ye mast isaaro se ghanghor ghata kahti hai aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai faag me dhoom machi hai fer bahar aayi hai faag me dhoom machi hai fer bahar aayi hai mast phulo pe masti ki ghataa chaayi hai mast phulo pe mast phulo pe masti ki ghataa chaayi hai jiski ab bhi na ho soda to wo sodayi hai aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai mast najaro se mast najaro se mast najaro se chaman walo ke man ko har le mast najaro se chaman walo ke man ko har le jholiya apni bhaar aayi hai hum bhi bhar le jholiya apni bhaar aayi hai hum bhi bhar le do ghadi baith ke do pyar ki baate kar le aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai