SONG: Aise Kyon Maara Tune Bhari Jawaani Me - ऐसे क्यूँ मारा तूने भरी जवानी में

Aise Kyon Maara Tune Bhari Jawaani Me - ऐसे क्यूँ मारा तूने भरी जवानी में

LYRICS:
aise kyu mara haye aise kyu mara haye re aise kyu mara tune bhari jawani mein tune bhari jawani mein aise kyu mara haye main jo gir jaati tere baap ka kya jata saj dhaj ke niklta koi dusri le aata re aise re aise re aise aise kyu mara haye re aise kyu mara tune bhari jawani mein aise kyu maara haye phulo se nata main chup chup rahti phulo se nata ham bharne ko tu aa phulo se nata main chup chup rahti kankar jo marta main kuchh na kahati tune to dil mera tod diya hai mujhko bechain karke chhod diya hai o aise kyu mara to aise to aise aise kyu mara haye re aise kyu mara tune bhari jawani mein aise kyu mara haye tere jaisi jawani to kisi pe nahi aayi tere jaisi jawani o more raja tere jaisi jawani to kisi pe nahi aayi are aisi to masti kisi pe nahi chhayi kiska ye gussa tune mujh pe utara kaliyo si komal ko gandh deke mara aise kyu mara bol bol o aise are aise are aise o aise kyu mara haye re aise kyu mara tune bhari jawani mein aise kyu mara haye ek hi phul se tujhe mahakane ek hi phul se o more miththua ek hi phul se tujhe mahakane ek hi pyale se tu pyas bujha le kali kali se jo bhatkega tu saari umar pyasa bhatkega tu o aise kyu mara haye re haye re ho aise ho aise aise kyu mara tune bhari jawani mein aise kyu mara haye main jo gir jati tere baap ka kya jata saj dhaj ke niklta koi dusri le aata aise kyu mara haye re aise kyu mara tune bhari jawani mein aise kyu maara haye