SONG: Aisa Nahi Hu Aji Mai Aisa Nahi Hu - ऐसा नहीं हूँ अजी मैं ऐसा नहीं हूँ

Aisa Nahi Hu Aji Mai Aisa Nahi Hu - ऐसा नहीं हूँ अजी मैं ऐसा नहीं हूँ

LYRICS:
aisa nahi hun aji main aisa nahi hun aisa nahi hun aji main aisa nahi hun tujhe kah dun main apna fir hath tera chhod dun aisi nahi hun aji main aisi nahi hun aisi nahi hun aji main aisi nahi hun teri hoke main sajna jo sath tera chhod dun aisi nahi hun aji main aisi nahi hun pyaar mera kaise duniya mitaayegi yaad teri dil se mere jaane na paayegi pyaar mera kaise duniya mitaayegi yaad teri dil se mere jaane na paayegi tujhse karu vaada, tujhse karu vaada fir aap use tod dun aisa nahi hun aji main aisa nahi hun aisa nahi hun aji main aisa nahi hun dekhiye jamana humko satayega aap mere sath hai to kya vo jalayega dekhiye jamana humko satayega aap mere sath hai to kya vo jalayega dar ke jamane se, dar ke jamane se jo pyaar tera chhod dun aisi nahi hun aji main aisi nahi hun aisi nahi hun aji main aisi nahi hun aap agar bole haazir ye jaan hai pyaar me jo aisa kahe vo to nadaan hai aap agar bole haazir ye jaan hai pyaar me jo aisa kahe vo to nadaan hai tod ke naata, tod ke naata jo aur se main jod dun aisa nahi hun aji main aisa nahi hun aisa nahi hun aji main aisa nahi hun teri hoke main sajna jo sath tera chhod dun aisi nahi hun aji main aisi nahi hun