SONG: Ai Vatan Ke Naujavaanon Jaag Aur Jagaa Ke Chal

Ai Vatan Ke Naujavaanon Jaag Aur Jagaa Ke Chal

LYRICS:
o o aa har zabaa ruki ruki, har nazar jhuki jhuki kyaa yahi hai zindagi, kyaa yahi hai zindagi ai vatan ke naujavaano, jaag aur jagaa ke chal - 2 (koras: jaag aur jagaa ke chal) zulm jis kadar badhe, aur sar uthaa ke chal (koras: jaag aur jagaa ke chal) (kaamp hai teri nazar, unake dil me chor hai un me bal hai, tere bhi baazuo zor hai) - 2 zaalimo kaa hurur kaak me milaa ke chal ai vatan ke naujavaano (kyaa samadaro kaa shor, aur bhanvar ki chaal hai tere aage sar uthaae, mauj ki majaal kyaa) - 2 khol zindagi ki naav, baadabaa udaa ke chal ai vatan ke naujavaano (kaaravaa vatan kaa aaj daakuo me ghir gayaa zulm ke adhere me aa rahi hai is sadaa) - 2 iteqaam kaa mashaal haath me jalaa ke chal koras: iteqaam, iteqaam, iteqaam