SONG: Ai Pardanashee Yeh Ishk Kahee - ऐ पर्दानशीं ये इश्क़ कहीं

Ai Pardanashee Yeh Ishk Kahee - ऐ पर्दानशीं ये इश्क़ कहीं

LYRICS:
ai pardanashi yeh ishk kahi pardo me chhupaya jaata hai naadan kahi inn sholo ko sine me dabaaya jaata hai pardo me abhi hone de jawaan andaaj yeh tirandaaji ke andaz yeh sab reh jaate hai jab tir chalaya jaata hai ai pardanashi yeh ishk kahi pardo me chhupaya jaata hai maana ke jabaan khaamosh rahe, aankho pe magar kaabu kiska
maana ke jabaan khaamosh rahe, aankho pe magar kaabu kiska afsana-e-dil hontho se nahi aankho se sunaaya jaata hai ai pardanashi yeh ishk kahi pardo me chhupaya jaata hai is aag ka bujhna mushkil hai, is raz ka chhupna mushkil hai is aag ka bujhna mushkil hai, is raz ka chhupna mushkil hai hote hai jahan bhar me charche jitna yeh chhupaya jaata hai ai pardanashi yeh ishk kahi pardo me chhupaya jaata hai