SONG: Ai Maa Teri Surat Se Alag Bhagwan Ki Surat - ऐ माँ तेरी सूरत से अलग भगवान की सूरत

Ai Maa Teri Surat Se Alag Bhagwan Ki Surat - ऐ माँ तेरी सूरत से अलग भगवान की सूरत

LYRICS:
kahte hai teri shan me jo koi unche bol nahi bhagwan ke pas bhi mata tere pyar ka mol nahi hum to yahi jane tujhse badi ho, hum to yahi jane tujhse badi sansar ki daulat kya hogi ai maa ai maa teri surat se alag bhagwan ki surat kya hogi kya hogi usko nahi dekha humne kabhi par iski zarurat kya hogi ai ma, ai ma