SONG: Ai Dil Na Mujhase Chhupaa, Sacha Bataa, Kyaa Huaa - ऐ दिल ना मुझसे छुपा सच बता, क्या हुआ

Ai Dil Na Mujhase Chhupaa, Sacha Bataa, Kyaa Huaa - ऐ दिल ना मुझसे छुपा सच बता, क्या हुआ

LYRICS:
ae dil na mujhse chhupa sach bata, kya hua jane bhi do diruba jo hua, so hua ae dil na mujhse chhupa sach bata, kya hua jane bhi do diruba jo hua, so hua taare gine raat bhar jaane kab yaad me so gayi wo kaab thaa madbhara jis me behosh mai kho gayi koi nind me humse ruth ke humko lut ke chal diya koi nind me humse ruth ke humko lut ke chal diya jane bhi do diruba jo hua, so hua ae dil na mujhse chhupa sach bata, kya hua khidki na chhodo khuli pyar ke chor hai taak me kitno ki chori hui madbhari chandani raat me aise marz ki dil ke dard ki, dil ka dard hi hai dava aise marz ki dil ke dard ki, dil ka dard hi hai dava ae dil na mujhse chhupa sach bata, kya hua jane bhi do diruba jo hua, so hua baate banao na ji raaz to aapke khul gaye aankhe churaao na ji nain se nain to mil gaye kya bura hua dil machal gaya, ghar badal gaya aapka kya bura hua dil machal gaya, ghar badal gaya aapka jane bhi do diruba jo hua, so hua ae dil na mujhse chhupa sach bata, kya hua jane bhi do diruba jo hua, so hua