SONG: Ai Chahun Or Vyaapt, Santoshi Jab Man Se - ऐ चहुँ ओर व्याप्त अंधेर राज करे त्राहिमाम जनता समाज

Ai Chahun Or Vyaapt, Santoshi Jab Man Se - ऐ चहुँ ओर व्याप्त अंधेर राज करे त्राहिमाम जनता समाज

LYRICS:
ae chahun or vyaapt adher raaj kare traahimaam janataa samaaj degaa prachand vo tujhako dand paapi sambhal na kar ko_i bhul jo paap tera had se badhega aake girega shakar ka shul satoshi jab man se bulae rup badal ke sadashiv aae saare jag se adharm mitae dharm kaa paavan dip jalae dega prachand vo mai ishvar ko saaxi maan kar shapath leta hun ki main sada sach boluga main nirbhay banuga tatha dharm ke raaste par chalugaa main desh ki janata ki seva samvidhaan sammat kaanun ke anusaar karuga mai pulis vibhaag ke variy padaadhikaariyo ka sammaan karuga evam unake aadesh ka axarashah paalan karuga satoshi jab man se