SONG: Aha Badla Zamana, Vaah Vaah Badla Zamana - आहा बदला ज़माना, वाहा वाहा बदला ज़माना

Aha Badla Zamana, Vaah Vaah Badla Zamana - आहा बदला ज़माना, वाहा वाहा बदला ज़माना

LYRICS:
aaha badla zamana waha waha badla zamana chhe naye paiso ka purana ek aana aaha badla zamana waha waha badla zamana chhe naye paiso ka purana ek aana aaha badla zamana waha waha badla zamana pehle solha paiso ki to hoti thi chavani ho gayi ab barha paiso ki duvani pehle solha paiso ki to hoti thi chavani ho gayi ab barha paiso ki duvani uth gaya aane pai ka ab dana badla zamana waha waha badla zamana chhe naye paiso ka purana ek aana aaha badla zamana waha waha badla zamana chhote chhote naye paise bade pyare pyare chhote chhote naye paise bade pyare pyare gol mol nanhne mune ankhiyo ke tare chhote chhote naye paise bade pyare pyare gol mol nanhne mune ankhiyo ke tare rupaiye ke milo so bhar lo khajana badla zamana waha waha badla zamana chhe naye paiso ka purana ek aana aaha badla zamana waha waha badla zamana sun mai bap rahe khush tere lal fakir kare do naye paiso ka sawal sun mai bap sun mai bap rahe khush tere lal fakir kare do naye paiso ka sawal jo do nahi dega ek paisa purana badla zamana waha waha badla zamana chhe naye paiso ka purana ek aana aaha badla zamana waha waha badla zamana chhe naye paiso ka purana ek aana aaha badla zamana waha waha badla zamana