SONG: Agar Teri Ankho Se Ankhe Mila Do - अगर तेरी आँखों से आँखे मिला दूँ

Agar Teri Ankho Se Ankhe Mila Do - अगर तेरी आँखों से आँखे मिला दूँ

LYRICS:
agar teri aankho se aankhe mila du mai kismat jaga du mukadar bana du mai kismat jaga du mukadar bana du agar teri aankho se aankhe mila du nigahe badal du nishana badal du nigahe badal du nishana badal du jo chahu to sara zamana badal du mohabbat ki raho pe chalna sikha du mai kismat jaga du mukadar bana du mai kismat jaga du mukadar bana du agar teri aankho se aankhe mila du hai jinki jawani unhi ka zamana hai jinki jawani unhi ka zamana tu chahe agar meri duniya me aana zami to zami aasma bhi dikha du mai kismat jaga du mukadar bana du mai kismat jaga du mukadar bana du