SONG: Agar Mujhe Na Mili Tum To Mai Ye Samjhunga - अगर मुझे ना मिली तुम तो मैं ये समझूंगा

Agar Mujhe Na Mili Tum To Mai Ye Samjhunga - अगर मुझे ना मिली तुम तो मैं ये समझूंगा

LYRICS:
agar mujhe na mili tum to me ye samjhunga ke dil ki raah se hokar khushi nahi gujari agar mujhe na mile tum to me ye samjhungi ke sirf umar kati jidagi na gujari fiza me rang najaro me jaan hai tumse mere liye ye jami aasman hai tumse khyalo khwab ki duniya jawan hai tumse jawan hai tumse agar mujhe na mile tum to me ye samjhungi ke khwab khwab rahe bekasi na gujari agar mujhe na mili tum to me ye samjhunga ke dil ki raah se hokar khushi nahi gujari bade yakin se mene ye hath manga hai ho meri wafa ne hamesha ka sath manga hai dilo ki pyas ne aabe hayat manga hai dilo ki pyas ne aabe hayat manga hai agar mujhe na mile tum to me ye samjhungi ke khwab khwab rahe bekasi na gujari agar mujhe na mile tum to me ye samjhungi ke intjar ki muddat abhi nahi gujari agar mujhe na mili tum to me ye samjhunga agar mujhe na mile tum to me ye samjhungi ke sirf umar kati jidagi na gujari