SONG: Agar Kisi Se Mohabbat Na Ki, Samajh Lo Nazar Se Ishaaraa Kisi Kaa - अगर किसी से मोहब्बत ना की, समझ लो नज़र से इशारा किसी का

Agar Kisi Se Mohabbat Na Ki, Samajh Lo Nazar Se Ishaaraa Kisi Kaa - अगर किसी से मोहब्बत ना की, समझ लो नज़र से इशारा किसी का

LYRICS:
agar kisi se mohabbat na ki to kuch na kiya mare begair kisi par koi jiya na jiya samajh lo nazar se samajh lo nazar se ishara kisi ka ke dil chahta hai sahara kisi ka samajh lo nazar se samajh lo nazar se ishara kisi ka ke dil chahta hai sahara kisi ka samajh lo nazar se nazar me samati nahi koi surat nigaho ko bhati nahi koi murat ke dekha hai jab se ke dekha hai jab se nazara kisi ka ke dil chahta hai sahara kisi ka samajh lo nazar se samajh lo nazar se mohabbat ke badle me imaan le lo agar jaan kaam aa sake jaan le lo magar dil na todo magar dil na todo khuda kisi ka ke dil chahta hai sahara kisi ka samajh lo nazar se samajh lo nazar se na range mohabbat na buye wafa hai gazab hai ke aiso se pala aa pada hai samajhte nahi jo samajhte nahi jo ishara kisi ka ke dil chahta hai sahara kisi ka samajh lo nazar se samajh lo nazar se