SONG: Agar Insan Me Himmat Ho To - अगर इंसान में हिम्मत हो तो क्या कर नहीं सकता

Agar Insan Me Himmat Ho To - अगर इंसान में हिम्मत हो तो क्या कर नहीं सकता

LYRICS:
agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta jo hai marde jamana aafato se darr nahi sakta jo hai marde jamana aafato se darr nahi sakta agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta agar takdeer ki mehfil me ho takdeer ka sathi agar takdeer ki mehfil me ho takdeer ka sathi vo pyala kaun sa pyala hai ke jo dhar nahi sakta vo pyala kaun sa pyala hai ke jo dhar nahi sakta agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta fiza per jiska jina sahadat jiska marna hai fiza per jiska jina sahadat jiska marna hai vo mar jata hai lekin naam uska mar nahi sakta vo mar jata hai lekin naam uska mar nahi sakta agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta tu apni raah chalta ja na darr tokar se ae bande khuda jiska sahara hai khuda jiska sahara hai bashar vo gir nahi sakta khuda jiska sahara hai bashar vo gir nahi sakta agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta agar inshan me himat ho to kya kar nahi sakta