SONG: Agar Dil Ke Taaro Pe Mai Ched Sakta - अगर दिल के तारों पे मैं छेड़ सकता

Agar Dil Ke Taaro Pe Mai Ched Sakta - अगर दिल के तारों पे मैं छेड़ सकता

LYRICS:
agar dil ke taaro pe main chhed sakta nayi zindagi ka naya sa tarana agar dil ke taaro pe na manzil ki chahat mere dil me hoti na manzil ki chahat mere dil me hoti meri pyas ulfat ke nagmo me hoti mere nakshe pahi mere nakshe pahi batate thikana agar dil ke taaro pe main lahro ke hatho me patwar dekar jo baste hai dil me unhe sath lekar bahut dur sahil se le jata kashti na wo rahte wo aur na main meri hasti na wo rahte wo aur na main meri hasti magar haye adhura rahega apna fasana nayi zindagi ka naya sa tarana nayi zindagi ka naya sa tarana agar dil ke taaro pe