SONG: Agar Dil Dil Se Takraye Toh Afsana Bana Dale - अगर दिल दिल से टकराये तो अफसाना बना डाले

Agar Dil Dil Se Takraye Toh Afsana Bana Dale - अगर दिल दिल से टकराये तो अफसाना बना डाले

LYRICS:
agar dil dil se takraye agar dil dil se takraye to afsana bana dale kabhi khudse kabhi khudse kabhi duniya se begana bana dale ye jalim jisko chahe use diwana bana dale mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai ab unse kya kahe ab unse kya kahe wo kab hamara gum samjhate hai jo hum par ishq me gujri hai usko hum samjhte hai kisi ke dil ki bat bekahe hum jan lete hai wo humse kya chupenge hum najr pahchan lete hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai sahi hai hamne dil par sakhtiya jamane ki hame har chot par aadat rahi hai muskurane ki hasino ko maja aata hai kuch thukarane me kabhi najre milane me kabhi najre badlane me mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai ye mana chah ka muskil se hum ikrar karte hai magar fir jan bhi jaye usi se pyar karte hai mohabbat karne walo par hasi mohabbat karne walo par hasi humko to aati hai yahi sunte hai isme dil se pahle jan jati hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai mohabbat aisi hoti hai