SONG: Agar Bewafa Tujhko Pahchan Jate (Female) - अगर बेवफ़ा तुझको पहचान जाते

Agar Bewafa Tujhko Pahchan Jate (Female) - अगर बेवफ़ा तुझको पहचान जाते

LYRICS:
agar bewafa tujhko pehchan jate khuda ki kasam hum mohabbat na karte agar bewafa tujhko pehchan jate khuda ki kasam hum mohabbat na karte jo malum hota ye anjam-e-ulfat to dil ko lagane ki jarurat na karte agar bewafa tujhko pehchan jate khuda ki kasam hum mohabbat na karte jise phul samjha vo hi khaar nikla teri tarah jutha tera pyar nikala jise phul samjha jise phul samjha vo hi khaar nikla teri tarah jutha tera pyar nikala tera pyar nikala jo uth jate pehale hi, aankho se parde to bhule se bhi hum to ulfat na karte agar bewafa tujhko pehchan jate khuda ki kasam hum mohabbat na karte mera dil tha shisha hua chur aisa ki ab lakh jodo to jud na sakega mera dil tha shisha mera dil tha shisha hua chur aisa ki ab lakh jodo to jud na sakega juad na sakega tu pathar ka boot hai, pata ager hota to dil tutne ki sikayat na karte agar bewafa tujhko pehchan jate khuda ki kasam hum mohabbat na karte