SONG: Affu Khudaayaa - अफ़्फ़ू खुदाया

Affu Khudaayaa - अफ़्फ़ू खुदाया

LYRICS:
affu khudaya vaah-vaah-vaah-vaah, vaah-vaah-vaah-vaah is divaane dil ne kya jaadu chalaaya tumko hampe pyar aaya, pyar aaya oy, hamko tumpe pyar aaya, pyar aaya affu khudaaya ji diya maine, ji liya maine ji diya maine, ji liya maine ab chaahe mujhko zamaana goli maar de ab chaahe mujhko zamaana goli maar de raaja ke shikaare ko bhanvar me utaar de aage ji ke kya lena hai mere dil ne jo bhi maanga tha vo paaya tumko hampe pyar aaya, pyar aaya affu khudaya dil me ye aayi, deke duhayi dil me ye aayi, deke duhayi pattharo se sar takaraau mai divaana pattharo se sar takaraau mai divaana jal jaau banake shama ka parvaana marna-jina, khaana-pina, hasna-rona nahana-dhona, sona-uthna, chalna-phirna aana-jaana ham divaane ne muhabbat me bhulaaya hamko tumpe pyar aaya, pyar aaya hamko tumpe pyar aaya, pyar aaya affu khudaya