SONG: Ae Zindagi Hui Kaha Bhool (Male) - ऐ जिंदगी हुई कहाँ भूल

Ae Zindagi Hui Kaha Bhool (Male) - ऐ जिंदगी हुई कहाँ भूल

LYRICS:
ae zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saja ae zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saja kaha se kaha laai tu hume humse hai kyon itni khafa, ae zindagi kaha gaye din wo suhane kaha khoya pyar humara kaha udi kya chingaari jal gaya wo sukh sara ho apna kahi koi nahi laake kaha hume mara ae zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saja, ae zindagi bite jo dil pe humare jaake kaha kisko sunaye chalke jo aankho se dil ke aasu ye kisko dikhae ho kon sune dil ka ye gam dushman hai jag sara ae zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saja, ae zindagi jaye to hum kaha jaye sujhe na koi kinara bhar gaya ji yaha jee ke chhod de picha humara ho teri kasam duniya me hum aayenge na dobaara ae zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saja kaha se kaha laai tu hume humse hai kyon itni khafa ae zindagi hui kaha bhul