SONG: Ae Zamin Ae Aasman Itna Bata - ऐ ज़मीन ऐ आसमान इतना बता

Ae Zamin Ae Aasman Itna Bata - ऐ ज़मीन ऐ आसमान इतना बता

LYRICS:
aye zamin aye aasman itna bata itna bata jiske hote lut gayi jiske hote lut gayi kaha hai wo kaha hai wo kaha hai wo kaha kaha hai wo kaha hai wo kaha aye zamin aye aasman mai aaj rote rote mar jau to tumhe kya ha duniya ki garjisho me pis jau to tumhe kya ha rakhte hi char tinke ujda ye aashiyana rakhte hi char tinke ujda ye aashiya kaha hai wo kaha hai wo kaha hai wo kaha aye zamin aye aasman itna bata itna bata jiske hote lut gayi jiske hote lut gayi kaha hai wo kaha hai wo kaha hai wo kaha kaha hai wo kaha hai wo kaha aye zamin aye aasman mai kaun hu kaha hu kuch bhi khabar nahi hindu hu ya musalma ye bhi khabar nahi insan hu aye malik dildar mangti hu daulat nahi tumse mera pyar mangti hu ye mandir bhi tera ghar hai ye mandir bhi tera ghar hai ye masjid bhi tera ghar hai ye girja bhi tera ghar hai par tu bata kidhar hai tu kidhar hai tu kidhar hai tu kidhar hai allah hu akbar allah hu akbar ash aduallah ilaahi allah hari om hari om hari om hari om