SONG: Ae Watan Ke Naujawan Jaag - ऐ वतन के नौजवां जाग

Ae Watan Ke Naujawan Jaag - ऐ वतन के नौजवां जाग

LYRICS:
har juba ruki ruki har najar jhuki jhuki kya yahi hai jindagi kya yahi hai jindagi aye watan ke naujawa jaag or jagaa ke chal aye watan ke naujawa jaag or jagaa ke chal jaag or jagaa ke chal zulm jis kadar badhe or sar utha ke chal or sar utha ke chal saaf hai teri najar unke dil me chor hai unme bal hai teri bhi bajuo me jor hai saaf hai teri najar unke dil me chor hai unme bal hai teri bhi bajuo me jor hai zalimo ko har garur khaak me mila ke chal aye watan ke naujawa jaag or jagaa ke chal jaag or jagaa ke chal zulm jis kadar badhe or sar utha ke chal or sar utha ke chal kya samundaro ka shor or bhawar ki chal kya tere aage sar uthaye mauj ki majal kya kya samundaro ka shor or bhawar ki chal kya tere aage sar uthaye mauj ki majal kya khol jindagi ki naw bagba uda ke chal aye watan ke naujawa jaag or jagaa ke chal jaag or jagaa ke chal zulm jis kadar badhe or sar utha ke chal or sar utha ke chal karwa watan ka aaj dakuo me ghir gaya jurm ke andhere me aa rahi hai ek sada karwa watan ak aaj dakuo me ghir gaya jurm ke andhere me aa rahi hai ek sada intkam ki mashal hath me jala ke chal intkam intkam intkam