SONG: Ae Shamma Tu Bata Tera Parvana Kaun Hai - ऐ शम्मा तू बता तेरा परवाना कौन है

Ae Shamma Tu Bata Tera Parvana Kaun Hai - ऐ शम्मा तू बता तेरा परवाना कौन है

LYRICS:
ae shamma tu bata ae shamma tu bata tera parvana kaun hai luta hai jisne tujhko vo diwana kaun hai ae shamma tu bata ae shamma tu bata tera parvana kaun hai luta hai jisne tujhko vo diwana kaun hai ae shamma tu bata mehfil me sab hai pyar ka sagar piye huye sagar piye huye mehfil me sab hai pyar ka sagar piye huye sagar piye huye pehlu me apne dard ki duniya liye huye jo tera ho chuka jo tera ho chuka hai vo mastana kaun hai luta hai jisne tujhko vo diwana kaun hai ae shamma tu bata hotho pe dil ki baat ye kyu aake reh gayi kyu aake reh gayi hotho pe dil ki baat ye kyu aake reh gayi kyu aake reh gayi dekha hai kisko aankh jo sharma ke reh gayi keh de tu hale dil yaha begana kaun hai luta hai jisne tujhko vo diwana kaun hai ae shamma tu bata lyrics typed by : priya bhati