SONG: Ae Shaam Ke Tare - ऐ शाम के तारे

Ae Shaam Ke Tare - ऐ शाम के तारे

LYRICS:
ae shaam ke taare tum unse ye kahna ae shaam ke taare tum unse ye kahna chupke se utar aaye ho chupke se utar aaye ho tum dil mein hamare tum dil mein hamare ae shaam ke taare tum unse ye kahna kahte hai shab ae gham mein gine jate hai taare kahte hai shab ae gham mein gine jate hai taare sab gin liye taare sab gin liye taare phir kis tarah kaate ye gham bhari raate aa jao aa jao tum darde mohabbat ke sahare ae shaam ke taare rag rag mein samakar wo hai aankho se bahut door door aur main yahan majboor aur main yahan majboor ye kaisi saza hai ye kaisi saza hai kya zulm kiya hai kya zulm kiya hai jab thes si lagti hai jab thes si lagti hai to dil kyun na pukare to dil kyun na pukare ae shaam ke taare ae shaam ke taare tum unse ye kahna chupke se utar aaye ho tum dil mein hamare ae shaam ke taare tum unse ye kahna ae shaam ke taare