SONG: Ae Sanam Tum Hi Base Ho Meri Nigaho Me - ऐ सनम तुम ही बसे हो मेरी निगाहों में

Ae Sanam Tum Hi Base Ho Meri Nigaho Me - ऐ सनम तुम ही बसे हो मेरी निगाहों में

LYRICS:
ae sanam tum hi base ho meri nigaho me ae sanam tum hi base ho meri nigaho me mangte hai tumhe din rat hum duao me ae sanam tum hi base ho meri nigaho me kitne rangeen mohabbat bhare lamhe honge kitne rangeen mohabbat bhare lamhe honge lamhe honge chodd ke sharm jab aaogi meri baho me chodd ke sharm jab aaogi meri baho me mangte hai tumhe din rat hum duwao me ae sanam tum hi base ho meri nigaho me ab to kuch yaad nahi hai teri chahat ke siva ab to kuch yaad nahi hai teri chahat ke siva teri chahat ke siva har ghadi tere hi jalwe hai meri aankho me har ghadi tere hi jalwe mangte hai tumhe din rat hum duwao me ae sanam tum hi base ho meri nigaho me mahki tanhayi me chahat bhare dil dhadkenge mahki tanhayi me chahat bhare dil dhadkenge dil dhadkenge phul khil jayenge arman bhari raho me phul khil jayenge arman bhari raho me mangte hai tumhe din rat hum duwao me ae sanam tum hi base ho meri nigaho me ae sanam tum hi base ho meri nigaho me