SONG: Ae Nari Isi Liye Hi Duniya Me - ऐ नारी इसी लिए ही दुनिया में आई तू

Ae Nari Isi Liye Hi Duniya Me - ऐ नारी इसी लिए ही दुनिया में आई तू

LYRICS:
ae naari isi liye hi duniyaa me aai tu amrit aanchal se pilaaye aankho se piye aansu aankho se piye aansu ae naari isi liye hi duniyaa me aai tu amrit aanchal se pilaaye aankho se piye aansu aankho se piye aansu tune socha teri bagiyaa khilati hi jaayegi tune socha teri bagiyaa khilati hi jaayegi ek doli jaayegi to ek doli aayegi kismat ke kise pata tha ye din dikhalaayegi ae naari isi liye hi duniyaa me aai tu amrit aanchal se pilaaye aankho se piye aansu aankho se piye aansu tere dil me dayaa ka saagar aur bund bund ko tarse tere dil me dayaa ka saagar aur bund bund ko tarse ek lahar khushi ki uthi aur gam ke sau baadal barse teri mamata ka badala, nahi mila kisi bhi ghar se ae naari isi liye hi duniyaa me aai tu amrit aanchal se pilaaye aankho se piye aansu aankho se piye aansu