SONG: Ae Momino Suno Ye Kahani Namaaz Ki - ऐ मोमिनों सुनो ये कहानी नमाज़ की

Ae Momino Suno Ye Kahani Namaaz Ki - ऐ मोमिनों सुनो ये कहानी नमाज़ की

LYRICS:
ae momino suno ye kahani namaz ki ae humpe farz bandagi banda nawazgi ae momino suno ye kahani namaz ki mulke arab me ek hasina ki tumhe sunau karti thi apne rab ki ibadadat subha sham usko namaz padne ka bachpan se shok tha ek waqt ki namaz bhi karti na thi kaza nanha sa ek lal tha uska gubad sa gurbat me shikar karti thi wo beniyaz ka masum bacha bhukh se rota jo bekarar pani pila pila ke thapakti thi bar bar gujre isi tarha jo musibat me tin sal sohar ke dil me ultesafar ka hua khayal sohar ki bat sunke wo majbur ho gayi do dil ki ye zudai thi manjur ho gayi biwi ko rota chhod ke jab ghar se wo chala masum bacha bap se apne lipat gaya samjha ke ma ne god me bache ko le liya wo chup rahi to ashq ne hafis khuda kaha nikala garib ghar se to garib watan hua jangle ki taij dhup me aur bhukh me chala nagah ek daku ki us par padi nazar zalim ne mara zulm se ek tir taak kar lagte hi tir dil pe wo chakra ke gir pada make me tin waqt se duniya se chal basa daku karib aaya use dekhne laga bhai ko murda dekh ke wo tharthara gaya roya lipat lipat ke birather ki lash se dar phodta tha apni hi bhai ko mar ke kahta tha roke haye ye kya maine kar diya bhai ka khun apne hi daman me bhar diya muh pitata hua wo sehar ki taraf chala bhabhi ko apne kahne ko kurdard mazra ae momino suno ye kahani namaz ki