SONG: Ae Mohabbat Meri Duniya Mein - ऐ मोहब्बत मेरी दुनिया में तेरा काम ना था

Ae Mohabbat Meri Duniya Mein - ऐ मोहब्बत मेरी दुनिया में तेरा काम ना था

LYRICS:
ae mohabbat meri duniya me tera kaam na tha ae mohabbat meri tu na aayi thi to gam ka bhi kahi naam na tha ae mohabbat meri duniya me tera kaam na tha ae mohabbat meri jaane kyun aaj hai shikva mujhe duniya bhar se jaane kyun aaj hai shikva mujhe duniya bhar se isase pehle to kisi par koi iljaam na tha ae mohabbat meri duniya me tera kaam na tha ae mohabbat meri meri kismat ke mujhe ashk hi peene ko mile meri kismat ke mujhe ashk hi peene ko mile mere hisse me mohabbat ka koi jaam na tha ae mohabbat meri duniya me tera kaam na tha ae mohabbat meri denewale mujhe kyun tune mohabbat de di denewale mujhe kyun tune mohabbat de di kya gam-e-ishq se pehle mujhe aaraam na tha ae mohabbat meri duniya me tera kaam na tha ae mohabbat meri