SONG: Ae Mere Pyar Bata Kyu Hua Mujhse Khata - ऐ मेरे प्यार बता क्यों हुआ मुझसे खफ़ा

Ae Mere Pyar Bata Kyu Hua Mujhse Khata - ऐ मेरे प्यार बता क्यों हुआ मुझसे खफ़ा

LYRICS:
ae mere pyar bta kyu hua mujhse khafa yu na hona tha juda ae mere bichade sanam pyar ki tujhko kasam dekh ab yaad na aa ae mere pyar bta maine chaha tha tujhe maine puja tha tujhe maine chaha tha tujhe maine puja tha tujhe jindagi bar ke liye apna samjha tha tujhe ye judayi to na thi bewfai to na thi meri wafao ka sila ae mere pyar bata pyar sapna hi to tha aankh khulte hi mita pyar sapna hi to tha aankh khulte hi mita buri taqdir mili sath mera na diya sil ke tukde bhi huye fir bhi dukh sah na sake raj dil dil me raha ae mere pyar bata ye hawa kaisi chali jal gayi dil ki kali ye hawa kaisi chali jal gayi dil ki kali gam ke saye jo bane deep khushiyo ke jale dil ko le jaau kaha jake bahlau kaha kaun hamdam hai mera ae mere bichade sanam pyar ki tujhko kasam dekh ab yaad na aaye ae mere pyar bta