SONG: Ae Mere Hum Qadam (Duet) - ऐ मेरे हमकदम, मेरे दिल की धड़कन में

Ae Mere Hum Qadam (Duet) - ऐ मेरे हमकदम, मेरे दिल की धड़कन में

LYRICS:
ae mere humkadam, mere dil ki dhadkan me sangeet tumhara hai, jara sunke dekho tum ae mere humkadam, mere dil ki dhadkan me sangeet tumhara hai, jara sunke dekho tum sangeet tumhara hai, har geet tumhara hai kahe sanso ki sargam, ae mere humkadam mere dil ki dhadkan me, sangeet tumhara hai jara sunke dekho tum kabhi kabhi sochu mai, kya hu tere bina jo bhi hu, usme hai teri sadhna tujhme hu mai, mujhme ho tum ae mere humkadam, mere dil ki dhadkan me sangeet tumhara hai, jara sunke dekho tum puri hui aashaye, tumse milke sabhi milta rahe sath tera, dur na hona kabhi baanti khushi, batenge gum ae mere humkadam, mere dil ki dhadkan me sangeet tumhara hai, jara sunke dekho tum sangeet tumhara hai, har geet tumhara hai kahe sanso ki sargam