SONG: Ae Mere Desh Ke Amar Shahido

Ae Mere Desh Ke Amar Shahido

LYRICS:
ye mere desh ke amar shahido tum to jivan data ho jan gan man adinayak jai ho bharat bhagya bidata ho tum ne hi farmaya tha ke mout mile to darna kya are mout mile to darna kya mout se pahle marna kya es gulsan ki har fulwadi ug ug jhar jhar kahti hai phool mre to mar jaye par khusboo jinda rahti hai aaj tumare desh me yaaro macha hua hangama hai mutthi bhar chaval ki khatir ladta krishan sudama hai etna bukha desh nahi hai jitni pet prasti hai pet ki khatir saste damo bik jati har hasti hai fir ke aur juban ke jagre chidte sabhi pranto me ek juban bachari ghir gayi pure batis dato me charo taraf hai desh ke katil desh ke katil charo taraf hai desh ke katil hatho me talware hai aaj hai maa ka chahera utra sahmi hui bahare hai ye jo huld pas batan me aag lagate firte hai enko chand pardasi sike nach nachate firte hai bahar ki jung jiti ham ne pindi or pisavar se ander ki jung har na jaye kharke ham lahabar se apne amar shahido ko apne amar shahido ko na hargis hame bhulana hai koun desh ki jde katta janta ko samjana hai desh basiyo waqt sambhalo gata waqt na aayega jai chando ki dal gli to gadar wahi mach jayega tulsi ke desh pyare o o desh pyare desh pyare tulsi ke desh pyare shant rho aabad rho jab tak duniya kayam hai tum tab tak jindabad rho