SONG: Ae Khuda Rait Ke Sehra Ko Samundar Kar De - ए खुदा रेत के सहरा को समंदर कर दे

Ae Khuda Rait Ke Sehra Ko Samundar Kar De - ए खुदा रेत के सहरा को समंदर कर दे

LYRICS:
aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de ye chalakti huyi aakho ko bhi pathar kar de tujhko dekha nahi mehsus kiya hai maine aa kisi din mere ehsaas ka upay kar de aur kuch dare mujhe darkar nahi hai lakin meri chadar mere pairo ke barabar kar de