SONG: Ae Kaash Mai Dekh Sakti - ऐ काश मैं देख सकती

Ae Kaash Mai Dekh Sakti - ऐ काश मैं देख सकती

LYRICS:
main sochti hun yaha aakar jami se uthakar aasma pe bitha dete hai log hum jaise chhote insaan ko ae kaash mai dekh sakti ae kaash mai dekh sakti apne meharbaano ko ae kaash mai dekh sakti ae kaash mai dekh sakti apne meharbaano ko ae kaash mai dekh sakti ae kaash mai aapka shukariya, aapka shukariya, aapka shukariya main is kaabil na thi ye meri mahfil na thi aapka shukariya shauk to hai bahut gam sunaaun koi geet gaaun koi lekin sambhalu main kaise lekin sambhalu main kaise bechain armaano ko ae kaash mai dekh sakti ae kaash mai aapke samne, aapke saamne, aapke saamne aa gayi hun magar dil me hai ek dar aapke saamne jhuth sach kya pata khwaab to ye nahi kaise aaye yakin gulshan bana sakta hai gulshan bana sakta hai kya koi viraano ko ae kaash mai dekh sakti ae kaash mai main to hairaan hun, main to hairaan hun, main to hairaan hun soj kya saaj kya mera aawaz kya main to hairaan hun meri aankho me to pyaas hi pyaas thi pyaas hi pyaas thi chhalka diya kisne bhar ke chhalka diya kisne bhar ke in khaali paimaano ko ae kaash mai dekh sakti apne meharbaano ko ae kaash mai dekh sakti ae kaash mai