SONG: Ae Ji Biwi Ko Ghar Pe Bithala Ke Tum Baahar Kyu - ऐ जी बीवी को घर पे बिठला के तुम बाहर क्यूँ

Ae Ji Biwi Ko Ghar Pe Bithala Ke Tum Baahar Kyu - ऐ जी बीवी को घर पे बिठला के तुम बाहर क्यूँ

LYRICS:
a ji biwi ko ghar pe bithla ke tum baahar kyo jate ho jab ghar me chulha jalta hai fir hotal me kyu khate ho a ji biwi ko ghar pe bithla ke tum baahar kyo jate ho jab ghar me chulha jalta hai fir hotal me kyu khate ho are baat baat pe shak karna ye aurat hi ka hissa hai are baat baat pe shak karna ye aurat hi ka hissa hai miya biwi ka jhagda to bada purana kissa hai jara kaho to is jhagde ki nobat hi kyo late ho jab ghar me chulha jalta hai fir hotal me kyu khate ho janam se hi jhagdalu hai is duniya ki har shrimati janam se hi jhagdalu hai is duniya ki har shrimati kyo na rahe kuware fir tum kahe ko fir bane pati pati bane to shrimati se ab kyun aankh churate ho jab ghar me chulha jalta hai fir hotal me kyu khate ho biwi ko ghar bithala ke tum bhar kyo jate ho jab ghar me chulha jalta hai fir hotal me kyu khate ho shadi ka matlab kya tum ko bandh ke rakhe palle se o shadi ka matlab kya tum ko bandh ke rakhe palle se duniya kya kya kehti hai jara pucho gali mohalle se subha ke nikle kaha se aadhi aadhi raat ko aate ho jab ghar me chulha jalta hai fir hotal me kyu khate ho