SONG: Ae Ji Bijli Hai Mera Naam - ऐ जी बिजली हैं मेरा नाम

Ae Ji Bijli Hai Mera Naam - ऐ जी बिजली हैं मेरा नाम

LYRICS:
ae jee bijli hai mera naam ae jee bijli hai mera naam dilon pe girna hai mera kaam mai to marungi nainon ke baan zara bach ke rehna maarungi nainon ke baan zara bach ke rehna bach ke rehna bach ke rehna bach ke rehna maarungi nainon ke baan zara bach ke rehna nazron se nazren jis dam ladengin nazron se nazren jis dam ladengin meri adaye menhangi padegi jo bhi ladaye pachhtaye haay haay haay abroo kamaan zara bachke rehna bachke rehna bachke rehna bachke rehna maaroongi nainon ke baan zara bach ke rehna palkon ke do darwaze hai bheetar soya roop gora mukhda kali zulfen jyun badli aur dhoop surma bana hai darbaan zara bachke rehna bachke rehna bachke rehna bachke rehna maarungi nainon ke baan zara bach ke rehna ho o o o haay haay haay haay bali umar mori haay bali umar mori sabko khatke jo dekhe wo sar ko patke jal jal ke reh jaaye haay haay haay lakhon ki le li maine jaan zara bachke rehna bachke rehna bachke rehna bachke rehna marungi nainon ke baan zara bach ke rehna dekh jise loon oon oon maange na pani ee ee ha ha yaad aa jaye nana nani ho nana nani yaad aa jaye nana nani han nana nani ha ha karta phire wo haay haay haay haay haay budhha ho ya ho jawaan zara bachke rehna bachke rehna bachke rehna bachke rehna maaroongi nainon ke baan zara bach ke rehna