SONG: Ae Jazbaye Mohabbat Itna Asar Dikha De - ऐ जज्बाये मोहब्बत इतना असर दिखा दे

Ae Jazbaye Mohabbat Itna Asar Dikha De - ऐ जज्बाये मोहब्बत इतना असर दिखा दे

LYRICS:
aye jajbaye mohabbat aye jajbaye mohabbat itna asar dikha de jo chhupa hai najar se fir samne wo la de aye jajbaye mohabbat sun dil ki dhadkano ka sun dil ki dhadkano ka paigam de rahe hai sanso ki bansuri par hum nam le rahe hai tum dil ki dhadkano ka aisa na ho mukaddar gum ki hasi uda de itna asar dikha de aye jajba aye mohabbat aisa dikha tamasha aisa dikha tamasha wo bekarar aaye thame hue jigar ki fariyad lab pe laye fariyad lab pe laye kya chiz hai mohabbat ye bat bhi bata de itna asar dikha de aye jajba aye mohabbat aye meri aah ja tu aye meri aah ja tu ek aag si laga tu aye mere dil ke arman ja unko khich la tu ja unko khich la tu tujhme hai aisi kodi pathar ka dil hila de itna asar dikha de aye jajba aye mohabbat