SONG: Ae Janeman Hans Lo Zara - ऐ जानेमन हँस लो जरा

Ae Janeman Hans Lo Zara - ऐ जानेमन हँस लो जरा

LYRICS:
janeman janeman janeman has lo jara fikar ki kya bat hai hasne wala gum kare kyu gum ki kya okat hai janeman has lo jara fikar ki kya bat hai hasne wala gum kare kyu gum ki kya okat hai janeman has lo jara gum me hona padega tujhe tanha ya to rona padega tujhe tanha gum me hona padega tujhe tanha ya to rona padega tujhe tanha or pyare tu hai khush to fir ye dunia bhi sath hai janeman has lo jara fikar ki kya bat hai hasne wala gum kare kyu gum ki kya okat hai janeman has lo jara chalte jao magar raho haste deep roshan hua hai yahi kahke chalte jao magar raho haste deep roshan hua hai yahi kahke tu hai jinda tere sar pe jindgani ka hath hai janeman has lo jara fikar ki kya bat hai hasne wala gum kare kyu gum ki kya okat hai janeman has lo jara tum jo chaho najara abhi badle chand badle sitara abhi badle tum jo chaho najara abhi badle chand badle sitara abhi badle pahle hasdo fir ye dekho kaisi matwali rat hai janeman has lo jara fikar ki kya bat hai hasne wala gum kare kyu gum ki kya okat hai janeman has lo jara