SONG: Ae Jane Jahan Jate Ho Kaha - ऐ जाने ज़हा जाते हो कहाँ

Ae Jane Jahan Jate Ho Kaha - ऐ जाने ज़हा जाते हो कहाँ

LYRICS:
ae jane jaha jate ho kaha ae jane jaha jate ho kaha ae jane jaha jate ho kaha abhi dil to hamara bhara hi nahi abhi dil to hamara bhara hi nahi ae jane jaha jate ho kaha aaye ho to fir jate ho kaha jab khinch hi laya pyar mera najro me hai dil ke afsane inkar me hai ikarar tera inkar me hai ikarar tera betab jigar ab jaye kidar betab jigar ab jaye kidar najro ko karar mila hi nahi najro ko karar mila hi nahi ae jane jaha jate ho kaha pani me kabhi badal me kabhi dikhalana jhalak fir chhup jana aaye ho kaha se kaun ho tum kuch naam pata to batlana kuch naam pata to batlana chup chup na raho kuch dil ki kaho chup chup na raho kuch dil ki kaho kabhi pyar ke dil ke daayra nahi kabhi pyar ke dil ke daayra nahi ae jane jaha jate ho kaha abhi dil to hamara bhara hi nahi ae jane jaha jate ho kaha