SONG: Ae Jan-E Nazar Chilman Se Agar Halka Sa Ishara Ho Jaye - ए जाने नज़र चिलमन से अगर हल्का सा इशारा हो जाए

Ae Jan-E Nazar Chilman Se Agar Halka Sa Ishara Ho Jaye - ए जाने नज़र चिलमन से अगर हल्का सा इशारा हो जाए

LYRICS:
aye jane nazar chilman se agar halka sa ishara ho jaye paigame mohabbat mil jaye jine ka sahara ho jaye aye jane nazar ye bate samjh me aa na saki ye raz samjh me aa na saka ye bate samjh me aa na saki ye raz samjh me aa na saka aagaze mohabbat aap kare aur naam hamara ho jaye aagaze mohabbat apno ke sitam duniya ke alam har rat ka rona roz ke gam apno ke sitam duniya ke alam har rat ka rona roz ke gam ek bar jo apna kah do hume har chij gwara ho jaye aye jane nazar rone ko zamana rota hai rone ka tarika hota hai rone ko zamana rota hai rone ka tarika hota hai jo ashq nahi gire in aankho se daman pe sitara ho jaye jo ashq nahi gire lag jaye hamari aahat me ho jaye hamari chahat me lag jaye hamari aahat me ho jaye hamari chahat me jo hal hamare dil ka hai wo hal tumhara ho jaye aye jane nazar sab hale dil apna kahte hai ye soch ke hum chup rahte hai sab hale dil apna kahte hai ye soch ke hum chup rahte hai dahir naam zamane walo kal ye ishq hamara ho jaye aye jane nazar chilman se agar halka sa ishara ho jaye paigame mohabbat mil jaye jine ka sahara ho jaye aye jane nazar