SONG: Ae Ho Sanwariya Jo Jao Bajariya - ऐ हो सांवरियां जो जाओ बजरिया

Ae Ho Sanwariya Jo Jao Bajariya - ऐ हो सांवरियां जो जाओ बजरिया

LYRICS:
aye ho sawariya aye ho sawariya jo jao bajariya to lao chunariya khadi ki kya khadi ki ha khadi ki jai bolo ho jai bolo mahatma gandhi ki jai bolo mahatma gandhi ki aye ho sawariya jo jao bajariya to lao chunariya khadi ki ho jai bolo mahatma gandhi ki jai bolo mahatma gandhi ki ho ganga kinare ka tu hai kisanwa ho ganga kinare ka tu hai kisanwa ho ganga kinare ka tu hai kisanwa kheto me kam kare kheto me kam kare sare sare dinwa ho sare sare dinwa pave chavvani chandi ki pave chavvani chandi ki jai bolo, jai bolo mahatma gandhi ki ho jai bolo mahatma gandhi ki aye ho sawariya jo jao bajariya to lao chunariya khadi ki ho jai bolo mahatma gandhi ki jai bolo mahatma gandhi ki khadi ki chunari ke tar birange tar birange ha jhande ke rang ke niklungi jab mai niklungi jab mai pahan sawar ke ho pahan sawar ke leve lahar aazadi ki leve lahar aazadi ki jai bolo ho jai bolo ho jai bolo mahatma gandhi ki jai bolo mahatma gandhi ki jai bolo mahatma gandhi ki ho jai bolo mahatma gandhi ki ho jai bolo mahatma gandhi ki ho jai bolo mahatma gandhi ki jai bolo mahatma gandhi ki ho jai bolo mahatma gandhi ki