SONG: Ae Hava Aake Thaam Le Aanchal - ऐ हवा आके थाम ले आंचल

Ae Hava Aake Thaam Le Aanchal - ऐ हवा आके थाम ले आंचल

LYRICS:
ae hava aake thaam le aanchal ae ghata ban jaa aankh ka kajal kaliyo me chhup ke unhe mahaka du murjhaye phulo ko khila du aaja hanske jina sikha du aaja hanske jina sikha du ae hava aake thaam le aanchal ae ghata ban jaa aankh ka kajal kaliyo me chhup ke unhe mahaka du murjhaye phulo ko khila du aaja hanske jina sikha du aaja hanske jina sikha du kaale kaale baadal se ras barsati hu barkha kee bundo me jhumke gaati hu kaale kaale baadal se ras barsati hu barkha kee bundo me jhumke gaati hu sehra me bhi jal barsa du
sab ki pyaas bujha du aaja hanske jina sikha du aaja hanske jina sikha du parvat se jharna banake bahati hu laharo ke darpan me hansti rahti hu parvat se jharna banake bahati hu laharo ke darpan me hansti rahti hu titli jaisi udke dikha du duniya kee sair kara du aaja hanske jina sikha du aaja hanske jina sikha du ae hava aake thaam le aanchal ae ghata ban jaa aankh ka kajal kaliyo me chhup ke unhe mahaka du murjhaye phulo ko khila du aaja hanske jina sikha du aaja hanske jina sikha du