SONG: Ae Haseeno Nazneeno Main Aa Gayaa Hu - ऐ हसीनो नाज़नीनो मैं आ गया हूँ

Ae Haseeno Nazneeno Main Aa Gayaa Hu - ऐ हसीनो नाज़नीनो मैं आ गया हूँ

LYRICS:
ae hasino naznino ae hasino naznino mai aa gaya hu lo dil sambhalo banke badal aasma pe banke badal aasma pe mai chha gaya hu lo dil sambhalo ae hasino naznino gulshan gulshan mehfil mehfil mere charche aam hai charche aam hai shayar aashiq diwana ye sare mere naam hai mere naam hai aapne bat ye aazmai nahi unko phir rat bhar nind aayi nahi jinko apni ek gajal mai jinko apni ek gajal mai suna gaya hu lo dil sambhalo ae hasino naznino phir mai aana chahu to hargij na aane dijiye na aane dijiye ab mai jana chahu to mujhko na jane dijiye na jane dijiye kyoki zoharajabino ka dil todke jab gaya hu mai mehfil koi chodke sabke dil me yaad apni hae sabke dil me yaad apni basa gaya hu lo dil sambhalo ae hasino naznino dekho dekho bato bato me afsana ban gaya afsana ban gaya in zulfo ka in aankho ka mai diwana ban gaya diwana ban gaya aise daman chhudane se kya fayada ab nigahe churane se kya fayada banke kajal mai nazar me banke kajal mai nazar me sama gaya hu lo dil sambhalo ae hasino naznino