SONG: Ae Hamsafar Bata De Manzil Teri Kidhar Hai - ऐ हमसफ़र बता दे मंज़िल तेरी किधर है

Ae Hamsafar Bata De Manzil Teri Kidhar Hai - ऐ हमसफ़र बता दे मंज़िल तेरी किधर है

LYRICS:
ae hamsafar bata de manjil teri kidhar hai jiski nahi hai manjil ye ishk wo safar hai ae hamsafar bat de ye pyar ki tamnna jis dil mein muskaye wo dil chirag bankar duniya mein jagmagaye shab ko bhi din ban de ulafat mein wo safar hai jiski nahi hai manjil ye ishk wo safar hai ae hamsafar bat de manjur ishk ko hai khushiya mile ya aahe hans ke jo gam bhi sah le ye ishk ka jigar hai jiski nahi hai manjil ye ishk wo safar hai ae hamsafar bat de ik saath chale hai duniya basa ke dil ki rangin hasrto se mahfil saja ke dil ki is wakt pyar apna duniya se bekhabar hai jiski nahi hai manjil ye ishk wo safar hai ae hamsafar bat de