SONG: Ae Duniya Ke Malik Tu Bata - ऐ दुनिया के मालिक तू बता

Ae Duniya Ke Malik Tu Bata - ऐ दुनिया के मालिक तू बता

LYRICS:
ae duniya ke malik tu bata ab jaye to jaye kaha barbad hui dil ki duniya ab jaye to jaye kaha hasna bhi hai rone jaisa gaana bhi hai fariyad ho gaana hai fariyad aaya mohabbat ka ye aalam aaye kisi ki yaad ho aaye kisi ki yaad ek jalim ne dil tod diya ab jaye to jaye kaha ae duniya ke malik tu bata ab jaye to jaye kaha apna banakar humko usne fer li najare haye fer li najre haye dil hai magar diwana uska kaun ise samjhaye haye kaun ise samjhaye duniya se mita hai naame wafa ab jaye to jaye kaha ae duniya ke malik tu bata ab jaye to jaye kaha barbad hui dil ki duniya ab jaye to jaye kaha