SONG: Ae Dil Zubaan Na Khol Sirf Dekh Le Kisi Se Kuch Na Bol Sirf Dekh Le - ऐ दिल जुबां ना खोल सिर्फ देख ले किसी से कुछ ना बोल सिर्फ देख ले

Ae Dil Zubaan Na Khol Sirf Dekh Le Kisi Se Kuch Na Bol Sirf Dekh Le - ऐ दिल जुबां ना खोल सिर्फ देख ले किसी से कुछ ना बोल सिर्फ देख ले

LYRICS:
aye dil zuban na khol sirf dekh le kisi se kuch na bol sirf dekh le aye dil zuban na khol sirf dekh le ye hasin jagmagahate aachalo ki sarsarahte ye hasin jagmagahate aachalo ki sarsarahte aachalo ki sarsarahte ye nashe me jhumti jami sabke paw chumti jami ye nashe me jhumti jami sabke paw chumti jami kis kadar hai gol sirf dekh le aye dil zuban na khol sirf dekh le kitna sach hai kitna jhuth hai, kitna hak hai kitni lut hai rakh sabhi ki laz kuch na kah, kya hai ye samaz kuch na kah dhol ka ye pol sirf dekh le, aye dil juba na khol sirf dekh le man le jaha ki bat ko, din samjh le kali rat ko man le jaha ki bat ko, din samjh le kali rat ko din samjh le kali rat ko chalne de yuhi ye silsila, ye na bol kisko kya mila chalne de yuhi ye silsila, ye na bol kisko kya mila tarazuo ka jhol sirf dekhle, aye dil juba na khol sirf dekh le