SONG: Ae Dil Yeh Bata Yeh Bata Yeh Bata Kya Mujhe - ऐ दिल ये बता ये बता ये बता क्या मुझे

Ae Dil Yeh Bata Yeh Bata Yeh Bata Kya Mujhe - ऐ दिल ये बता ये बता ये बता क्या मुझे

LYRICS:
aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya mai kaha kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bata maykashi jhuth hai bekhudi jhuth hai husn bhi baham hai ishk bhi jhuth hai ab raha kaun sa rashta aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya mai kaha kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bata har hasi jurm hai har khushi jurm hai kya khabar kisliye jindagi jurm hai admi se hui kya khata aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya mai kaha kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bata bekashi ke siwa kya raha kuch nahi mere dil ab mera aasra kuch nahi kam se kam tu mujhe na sata aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya mai kaha kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bata