SONG: Ae Dil Unko Yaad Na Karna - ऐ दिल उनको याद ना करना

Ae Dil Unko Yaad Na Karna - ऐ दिल उनको याद ना करना

LYRICS:
bhulne wale ye dunia teri aabad rahe humne bhi pyar kiya tha ye unhe yad rahe aye dil unko yad na karna lut jana fariyad na karna aye dil unko yad dil se ye aawaz aati hai dil se ye aawaz aati hai yad kisi ki tadpati hai yad kisi ki tadpati hai dil kahta hai yad kiye ja mai kahti hu yad na karna lut jana fariyad na karna aye dil unko yad jaha rahe aabad rahe wo jaha rahe aabad rahe wo roti rahu mai shad rahe wo roti rahu mai shad rahe wo o sansar basane wale mera ghar aabad na karna lut jana fariyad na karna aye dil unko yad na karna