SONG: Ae Dil Tere Mukkadar Ka - ऐ दिल तेरे मुकद्दर का

Ae Dil Tere Mukkadar Ka - ऐ दिल तेरे मुकद्दर का

LYRICS:
ae dil tere mukaddar ka aaj faisla hoga hum honge aur mahfil me husn ka khuda hoga ae dil tere mukaddar ka aaj faisla hoga baaj aaiye shararat se dekhiye bura hoga agar humne kah diya kuch to aapko gila hoga aapko gila hoga meri jaan baaj aaiye shararat se dekhiye bura hoga hum gum-e-ishq se jo ghabraaye mahfile naaj me chale aaye hum chale aaye aapki berukhi ko kya kahiye dil ki deewangi ko kya kahiye aapki bhi hasi ko kya kahiye aapki bhi hasi ko kya kahiye mastaani aankho ke masti bhare hai jo paimaane paimaane ha paimaaneo ji paimaane, ha paimaane ae ji paimaane ha paimaane ae ji paimaane uff ye ada hai ya nasha ye mai aaj bhi na jaana dard had se bade to kya kije aaj itna hume bata dije aaj itna hume bata dije kya umar bhar wafaao ka dard hi sila hoga baaj aaiye shararat se dekhiye bura hoga aap hi nahi ek saudaai laakho hai humaare sahdaayi hasi chaal ki taal pe jhumta hai humare kadam aasma chumta hai aap hi nahi ek saudaai laakho hai humaare sahdaayi hum jo najre chhupaake sharmaaye chaand taaro ke dil dhadak jaaye sholo se shole bujhaane chale hai ye parwaane parwaane ye ji deewane ha parwaane ye ji deewane ho parwaane ye ji deewane ha parwaane ye ji deewane shamma ki aarju me marte hai maut ke din shumaar karte hai maut ke din shumaar karte hai daaman me aag bharne se, faayada bhi kya hoga ae dil tere mukaddar ka aaj faisla hoga baaj aaiye shararat se dekhiye bura hoga agar humne kah diya kuch to aapko gila hoga aaj faisla hoga, dekhiye bura hoga ae dil tere mukaddar ka aaj faisla hoga hum honge aur mahfil me husn ka khuda hoga